Zulam Se Andhera Hai B 33
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 ZULAM SE ANDHERA HAI 🥀*
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🅱 3⃣3⃣
Mafhume Ahaadiis...
🔻 Huzur...sallallahu alayhi wa aalihi wasallam...ne irshaad farmaya..
★ Zulm ( sitam..be insaafi )...qayamat k din taarikiyon ( andhere ) ka sabab hoga.
BUKHARI..MUSLIM
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
ASAL MEIN MUFLIS KON HAI ?
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🔻 Aaqa...alayhissalatu wassalaam...ne irshaad farmaya...
★ Tumko malum hai..muflis kon hai ?..logon ne arz ki..jis k paas payse or samman na ho ham use muflis kehte hain..to..irshad farmaya..
★ Meri ummat mein asal muflis wo hai k jo qayamat k din Namaaz..Rozah..Zakaat..lekar aayega..or haal ye hoga k...
★ usne kisiko gaali dii hogi...
★ kisi par tohmat..ilzaam lagaya hoga..
★ kisi ka maal khaa liya hoga..
★ kisi ka khoon bahaaya hoga...or..
★ kisi ko maara hoga..To ab unko raazi karne k liye iski nekiyaan un mazloomo mein taqsiim kii jaayegi..to..
★ Uski nekiyaan khatm hone k baad bhi..agar logon k haq is par baaqi reh jayenge to..
★ Ab un haqdaaron k gunah is par laad ( daal ) diye jayenge or anjaam ye hoga k isko jahannam mein pheink diya jaayega.
MUSLIM SHARIF
ZIYA UL HADIIS
( Allahuakbar )
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
*📇 YE MSG SAVE KARO-FORWARD KARO*
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें