Najd Ke Liye Barkat Ki Dua Nahi B 46 End Post
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 NAJD KE LIYE BARKAT KI DUA NAHI 🥀* ➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖ 🅱 ▶ 🔚 Mafhume Ahaadiis... 🔻 Huzur...sallallahu alayhi wa aalihi wasallam...ne dua farmayi.. ★ Ya Allah hamein hamare Shaam mein barkat de..Ya Allah hamein hamare Yaman mein barkat de..kuch logon ne arz ki..Najd k liye bhi dua farmayein..Aapne fir Shaam or Yaman k liye barkat ki dua kii... ★ Logon ne fir Najd k liye dua ki dar-khwaast kii..lekin Aapne fir Shaam or Yaman k liye dua kii...logon k tisri baar arz karne par Aapne farmaya... ★ Najd mein to zalzale or fitne honge or Shaitaan ka sing wahin se niklega. BUKHAARI SHARIF ➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖ 🔻Huzur...sallallahu alayhi wasallam..ne farmaya.. ★ Aakhri zamaane mein dhoka dene waalon or jhoot bolne waalon ka aik giroh ( group ) hoga jo tumhare saamne aysi baatein laayenge k.. ★ Jise na kabhi tumne suna hoga or na tumhare baap dada ne...to tum ayse logon se bacho or unko apne qarib aane na do k wo tumko gumrah na ...