Logon Ko Hasaane K Bare Me B 43

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 LOGON KO HASAANE K BARE ME 🥀*



➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🅱 4⃣3⃣

       Mafhume Ahaadiis...
🔻 Huzur...sallallahu alayhi wa aalihi wasallam...ne irshaad farmaya...
 ★ Koi banda logon ko hasaane k liye baat karta hai to wo zamiin O aasmaan k biich k faasle ( distance ) se bhi zyada niiche gir jaata hai..or..
 ★ Qadam se phisalne se bhi zyada sakht Zabaan se phisal jaata hai.

BAYHAQI...MISHKAAT
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
       ZYADA HASNE SE DIL MURDA
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🔻 Aaqa...alayhissalatu wassalaam...ne irshaad farmaya...
 ★ Zyada na hansa karo k zyada hansna dil ko murda bana deta hai.

AHMED..TIRMIZI
ZIYA UL HADIIS
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
*📇 YE MSG SAVE KARO-FORWARD KARO*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ