Taqwa Our Dindaari B 29

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 TAQWA OR DIINDAARI 🥀*



➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🅱 2⃣9⃣

       Mafhume Ahaadiis...
🔻 Huzur...sallallahu alayhi wa aalihi wasallam...ne irshaad farmaya...
 ★ Kisiko kisi par fazilat nahi..magar diin or taqwe se...insaan k liye ye sharm or aar ( aib ) kaafi hai k wo badzabaan fahash go or bakhiil ho.

AHMED
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
   IIMAAN-GHUROOR OR TAKABBUR
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🔻 Aaqa...alayhissalatu wassalaam...ne irshaad farmaya...
 ★ Wo shakhs aag mein daakhil na hoga jis k dil mein raai k daane k baraabar iimaan hoga...or..
 ★ Wo shakhs jannat mein daakhil na hoga jis k dil mein raai k baraabar ghuroor ( akad..ghamand ) hoga.

MUSLIM SHARIF
ZIYA UL HADIIS
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
*📇 YE MSG SAVE KARO-FORWARD KARO*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ