Rishte Jodne K Faayde B 04

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 RISHTE JODNE K FAAYDE 🥀*



➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🅱 4⃣

       Mafhume Ahaadiis...
🔻 Huzur...sallallahu alayhi wa aalihi wasallam...ne irshaad farmaya...
 ★ Tum apne nasab ( baap-dada k khoon k rishte ) yaad rakkho..jisse rishte jodo..( unka haq ada karo )..kyunki rishte jodne se..
 ★ Ghar walon mein mohabbat..
 ★ Maal mein barkat..or..
 ★ Umar mein barkat hai.

TIRMIZI SHARIF
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
            SULE REHMI KISE KEHTE HAI
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🔻 Aaqa...alayhissalatu wassalaam...ne irshaad farmaya...
 ★ Us qaum par rehmat nahi utarti jis mein qaata-e reham ( rishta todne wala ) ho...or...
 ★ Jo bhi rishtedaaron ka badla deta hai..wo sule rehmi karne wala nahi...bal k sule rehmi karnewala wo hai k..jab usse achcha sulook na kiya jaaye tab bhi wo sule rehmi ( achcha whewaar ) karta rahe.

BAYHAQI..BUKHAARI
ZIYA UL HADIIS
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
*📇 YE MSG SAVE* *KARO-FORWARD KARO*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ