Padosi Ko Takliif Na Dein B 05

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 PADOSI KO TAKLIIF NA DEIN 🥀*



➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🅱 5⃣

       Mafhume Ahaadiis...
🔻 Huzur...sallallahu alayhi wa aalihi wasallam...ne irshaad farmaya.....
 ★ Jo shakhs Allah or qayamat par iimaan rakhta hai wo apne padosi ko takliif na de.

BUKHAARI SHARIF
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
              MOMIN KI 3 KHUBIYAN
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🔻 Aaqa...alayhissalatu wassalaam...ne irshaad farmaya...
 ★ Jo shakhs Allah or hisaab kitaab k din par iimaan rakhta hai..use chahiye k apne padosi k saath achcha sulook kare..ahsaan kare..
 ★ Jo shakhs Allah or qayamat par iimaan rakhta hai..wo apne mehmaan ki izzat kare..
 ★ Jo shkhs Allah or aakhirat par iimaan rakhta hai..wo achchi baat bole ya fir chup rahe.

MUSLIM SHARIF
ZIYA UL HADIIS
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
*📇 YE MSG SAVE* *KARO-FORWARD KARO*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ