Music Se Sakht Parhez B 21

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 MUSIC SE SAKHT PARHEZ 🥀*



➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🅱 2⃣1⃣

       Mafhume Ahaadiis...
🔻 Hazrate Abdullah ibne Umar...radiyallahu anhum ajmaiin..kehte hain k..Mein aik baar Rasulullah..k sath tha to..
 ★ Huzur...sallallahu alayhi wa aalihi wasallam...ne baansuri ki aawaaz suni to apne kaano mein ungliyan daal lii or duur hat gaye...kuch duur jaane k bad mujse pucha...
 ★ Aye Abdullah ab wo aawaaz to nai aa rahi hai ?..mene arz ki...nahi...tab kaan mese ungliyaan nikaali..( baansuri ki aawaaz apne kaan mein daakhi hone na di )

AHMED..ABU DAAUD
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
  GAANE SUNNE SE DIL MEIN NIFAQ
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🔻 Aaqa...alayhissalatu wassalaam...ne irshaad farmaya..
 ★ Gaana dil mein ayse nifaaq ( zahir mein dosti or dil mein dushmani ) paida karta hai jayse paani kheti ki fasal ko ugaata hai.

BAYHAQI SHARIF
ZIYA UL HADIIS
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
*📇 YE MSG SAVE KARO-FORWARD KARO*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ