Muslman Ko Gaali Na Dein B 16

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 MUSALMAN KO GAALI NA DEIN 🥀*



➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🅱 1⃣6⃣

       Mafhume Ahaadiis...( juz )
🔻 Huzur...sallallahu alayhi wa aalihi wasallam...ne irshaad farmaya...
 ★ Musalmaan ko gaali dena fisq hai.( gunah hai bura hai )

BUKHARI..MUSLIM
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
   PEHEL KARNE WALE PAR GUNAH HAI
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🔻 Aaqa...alayhissalatu wassalaam...ne irshaad farmaya..
 ★ Aapas mein aik dusre ko gaali dene wale dono aadmiyon ne jo kuch kaha..Is ka gunah pehel karne wale par hai..agar mazloom zyadati na kare.( agar mazloom sabar kare )

BUKHAARI SHARIF
ZIYA UL HADIIS 〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰

*📇 YE MSG SAVE KARO-FORWARD KARO*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ