Mazloom Se Aaj Hi Muaafi B 34
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 MAZLOOM SE AAJ HI MUAAFI 🥀*
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🅱 3⃣4⃣
Mafhume Ahaadiis...
🔻 Huzur...sallallahu alayhi wa aalihi wasallam...ne irshaad farmaya...
★ Jisne apne musalman bhai par uski aabru..izzat ya kisi aur chiz ka zulam kiya hai...wo usse aaj hi muaafi maang le...isse pehle k us k paas dene ko diinaar O dirham na ho ( qayamat k din )...
★ Agar is zaalim k paas nek amal honge to jitna zulam kiya utne nek amal chhiin liye jayenge..or agar nekiyan na hongi to..us mazloom k gunah lekar is zaalim par daal diye jayenge.
BUKHAARI SHARIF
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
MAZLOOM KI BAD DUA SE BACHO
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🔻 Aaqa...alayhissalatu wassalaam...ne irshaad farmaya...
★ Mazloom ki bad dua se bacho..k..wo Allah se apna haq maangta hai..or Allah kisi haqdaar ka haq usse nahi rokta.
BAYHAQI SHARIF
ZIYA UL HADIIS
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
*YE MSG SAVE KARO-FORWARD KARO*
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें