Maa Baap Razi ALLAH Raazi B 02

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 MAA BAAP RAZI ALLAH RAAZI 🥀*



➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🅱 2⃣

       Mafhume Ahaadiis...
🔻 Huzur...sallallahu alayhi wa aalihi wasallam...ne irshaad farmaya....
 ★ Jis k maa-baab usse raazi hai Allah bhi raazi hai or jis k maa-baap usse naaraaz hai Allah bhi usse naaraaz hai.

TIRMIZI..HAAKIM
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
    YE 4 KABIIRAH..bade.. GUNAH HAI
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🔻 Aaqa...alayhissalatu wassalaam...ne irshaad farmaya...
 ★ Ye 4 kaam kabiirah ( bade )
      gunahon mese hai..
 ★ Allahk sath shirk karna..
 ★ Maa baap ki baat na manna..
 ★ Kisi ko qatal karna..
 ★ Jhooti qasam khaana..

BUKHAARI SHARIF
ZIYA UL HADIIS
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
*📇 YE MSG SAVE* *KARO-FORWARD KARO*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ