Maa Baap Ki Naa Farmaani B 01
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 MAA BAAP KI NAA FARMAANI 🥀*
🅱 1⃣
Mafhume Ahaadiis...
🔻 Huzur...sallallahu alayhi wa aalihi wasallam...ne irshaad farmaya.....
Tamam gunaho mese Allah jitne gunah chahega maaf kar dega..
Magar maa-baap ko sataane ka gunah maaf nahi karega...be shak..Allah maa-baap ko sataane wale ko marne se pehle zindagi ( jiteji ) hi mein saza de deta hai.
BAYHAQI SHARIF
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
MAA-BAAP SE BE PARWAHI
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🔻Aaqa...alayhissalatu wassalaam...ne irshad farmaya...
Kuch bande ayse bhi hain jinse Allah qayamat k din...
★ kalaam ( baat ) na karega or..
★ na unko paak karega or..
★ na unki traf nazare rehmat karega...
Arz ki..Aye Allah k Nabi..wo kon shakhsh hai ?...Farmaya...Apne maa-baap se be parwah or be raghbat hone wala.
*📚 MUSNADE AHMED*
*📚 ZIYA UL HADIIS*
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें