Kisi Ki Musibat Par Khushi B 24
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 KISI KI MUSIBAT PAR KHUSHI 🥀*
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🅱2⃣4⃣
Mafhume Ahaadiis...
🔻 Huzur...sallallahu alayhi wa aalihi wasallam..ne irshaad farmaya..
★ Apne bhai ki musibat par khush ho kar laan taan na karo..Warna Allah us par rehem karega or tujko us musibat mein daal dega.
TIRMIZI SHARIF
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
FAASIQ-KAAFIR BOLNE SE PEHLE
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🔻 Aaqa...alayhissalatu wassalaam...ne irshaad farmaya...
★ Jab koi shakhs kisi dusre shakhs ko faasiq ya kaafir kehta hai..to..
★ Agar wo shakhs in alfaaz ka haqdaar na ho ( matlab..faasiq ya kaafir na ho ) to ye alfaaz kehne waale ki taraf lot-te hain.( matlab..bolne waala khud hi wo ho jaayega..jo usne dusre ko bola )
BUKHAARI..MUSLIM
ZIYA UL HADIIS
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
*📇 YE MSG SAVE KARO-FORWARD KARO*
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें