Khun Maal Izzat Haraam Hai B 18
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 KHUN-MAAL-IZZAT HARAAM HAI 🥀*
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🅱 1⃣8⃣
Mafhume Ahaadiis...
🔻 Huzur...sallallahu alayhi wa aalihi wasallam...ne irshaad farmaya..
★ Musalmaan musalmaan ka bhai hai..na us par zulm karta hai..na usko haqiir ( apne se kamtar ) samajta hai...
★ Taqwa yahan hai..( fir Aaqa ne 3 baar siine ki taraf ishara kiya )..fir farmaya..Insaan k liye ye shar ( badii..buraai..fasaad ) kaafi hai k..
★ Wo apne musalmaan bhai ko haqiir samje..har musalmaan par dusre musalmaan ki har chiiz haraam hai.
■ uska khoon.
■ uska maal.
■ uski izzat.
MUSLIM SHARIF
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
ZAALIM O MAZLOOM KI MADAD KARO
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🔻 Aaqa...alayhissalatu wassalaam...ne irshaad farmaya...
★ Apne bhai ki madad karo..zaalim ho k mazloom..aik shakhs ne arz ki..Ya Rasulullah..mazloom ki madad to karni hai lekin zaalim ki madad kayse karun ?...To..
★ Farmaya...Zaalim ko zulm se rok do..us k liye yehi tumhari madad hai.
MUSLIM..BUKHARI
ZIYA UL HADIIS
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
*📇 YE MSG SAVE KARO-FORWARD KARO*
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें