Jab Ladki Baaligh Ho Jaaye B 20

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 JAB LADKI BAALIGH HO JAAYE 🥀*



➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🅱 2⃣0⃣

       Mafhume Ahaadiis...
🔻Siyeda Aaisha...rafiyallahu anha..kehti hain k meri behen Asma baariik kapda pehene huwe Aaqa ki khidmat mein haazir hui..To...
 ★ Huzur...sallallahu alayhi wa aalihi wasallam...ne unki taraf se apna Munh pher liya or....irshaad farmaya..
 ★Aye Asma jab awrat baaligh ho jaaye to siway in aaza k or kuch dekhna jaaiz nahi.( Ye keh kar Aapne chehre or hatheliyon ki taraf ishara farmaya )

ABU DAOOD SHARIF
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
ACHCHE AKHLAQ OR BURE AKHLAQ
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🔻 Aaqa...alayhissalatu wassalaam...ne irshaad farmaya..
 ★ Qayamat k din momin k taraazu mein jo badi bhaari chiiz rakkhi jayegi wo husne ( achche ) akhlaaq hai...or..
 ★ Allah fahash go ( gandi baat karnewale ) bure akhlaaq waale se naaraaz hota hai.

TIRMIZI SHARIF
ZIYA UL HADIIS
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
*📇 YE MSG SAVE KARO-FORWARD KARO*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ