Ghuroor Ka Anjaam Bura B 31

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 GHUROOR KA ANJAAM BURA 🥀*



➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🅱 3⃣1⃣

       Mafhume Ahaadiis...
🔻 Aik baar Hazrate Umar..radiyallhu anhu..ne mimbar par khade ho kar farmaya...Aye logo tawaazo ( aajizi..inkisaari..apne ko kamtar samajhna ) ikhtiyaar karo k meine..
 ★ Huzur...sallallahu alayhi wa aalihi wasallam...ne irshaad farmate suna hai k..Jo Allah ko raazi karne k liye tawaazo karta hai to Allah use itna buland karta hai...Wo khud apne ko chhota samajta hai magar logon ki nazar mein bada samjha jaata hai..Or.
 ★ Jo ghuroor karta hai Allah use itna past ( niicha ) karta hai k logon ki nazron mein zaliil O khwaar karta hai...Wo khud ko bada samajta hai magar aik waqt aysa aata hai k wo logon ki nigah mein kutte or soowar se badtar ho jaata hai.

BAYHAQI SHARIF
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
BAHADUR WO-JO GHUSSA PI LE
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🔻 Aaqa...alayhissalatu wassalaam...ne irshaad farmaya...
 ★ Bahaadur wo nahi jo pehelwaan ho or dusre ko pachhaad de..bal k...
 ★ Bahaadur wo hai jo ghusse k waqt apne aap ko qaabu ( control ) mein rakkhe.

BUKHARI..MUSLIM
ZIYA UL HADIIS
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
*📇 YE MSG SAVE KARO-FORWARD KARO*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ