Do Munh Wale Logon K Liye B 12
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 DO MUNH WALE LOGON K LIYE 🥀*
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🅱 1⃣2⃣
Mafhume Ahaadiis...
🔻 Huzur...sallallahu alayhi wa aalihi wasallam...ne irshaad farmaya.....
Tum qayamat k din dekhoge k badtarin logon mein 2 munh wale honge...jo in k paas alag munh se jaye or un k paas alag munh se jaye.( yani..dono traf alag alag baat karein )
BUKHARI..MUSLIM...
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
4 AADAAT MUNAFIQON KI
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🔻 Aaqa...alayhissalatu wassalaam...ne irshaad farmaya..Jis mein ye 4 aadatein hon wo pakka munaafiq hai...
★ Jab us k paas amaanat rakkhi jaye to us meinj khayaanat kare..
★ Jab baat kare to jhoot bole..
★ Jab Waada kare to poora na kare..Or..
★ Jab jhagda kare to gaali galoch par utar aaye..Or..
★ Jis mein in aadaton mese aik aadat ho to munafiqat ki aik nishani samjo jab tak wo is aik aadat ko chod na de.
TIRMIZI SHARIF
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
IMAAN OR NIFAAQ KI SHAAKHEIN
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🔻Huzur...alayhissalatu wassalaam...ne irshaad farmaya...
★ Haya or khamoshi ( sharm or chup rehna ) iimaan ki 2 shaakhein ( branches ) hain...or..
★ Fahash goyi ( gandi..nangi..sexi..baatein karna ) or zyada bolna..Ye nifaaq ( zaahir mein dosti or dil mein dushmani ) ki 2 shaakhein hain.
TIRMIZI SHARIF
ZIYA UL HADIIS
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
*📇 YE MSG SAVE KARO-FORWARD KARO*
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें