Baatchit Mein Heraa Pheri B 26
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 BAATCHIT MEIN HERAA PHERI 🥀*
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🅱 2⃣6⃣
Mafhume Ahaadiis...
🔻 Huzur...sallallahu alayhi wa aalihi wasallam...ne irshaad farmaya..
★ Jo baatchit mein haira feri karna sikhe k..isse logon ko apne jaal mein phans le to...
★ Allah qayamat k din na us k faraaiz qubool karega na nawaafil qubool karega.
ABU DAOOD SHARIF
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
MAL-OON HAI-JO NUQSAAN KARE
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🔻 Aaqa...alayhissalatu wassalaam...ne irshaad farmaya...
★ Wo shaksh mal-oon hai ( us par laanat ) hai jo kisi musalmaan ko nuqsaan pohnchaye ya dhoka de..musalmaan ko dhoka na dein.
TIRMIZI..MUSLIM
ZIYA UL HADIIS
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
*📇 YE MSG SAVE KARO-FORWARD KARO*
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें