Baat Mein Khayaanat B 25
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 BAAT MEIN KHAYAANAT 🥀*
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🅱 2⃣5⃣
Mafhume Ahaadiis...
🔻 Huzur...sallallahu alayhi wa aalihi wasallam...ne irshaad farmaya..
★ Ye bohot badi khayaanat ( dagha..dhoka..ghaban ) hai k tum apne musalmaan bhai se koi baat kaho or wo tumko sachcha bhi samajhta ho lekin us baat ko tum bhi jhooti samajte ho.( matlab k tum jhoot bol rahe ho )
ABU DAAWUD SHARIF
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
KHAYAANAT KO CHHUPANE WALA
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🔻 Aaqa...alayhissalatu wassalaam...ne irshaad farmaya..
★ Jo shakhs khayaanat karne waale ki khayaanat chhupata hai wo bhi usi ki tarah hai.
ABU DAAUD SHARIF
ZIYA UL HADIIS
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
*📇 YE MSG SAVE KARO-FORWARD KARO*
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें