4 Log Jannat Mein Nahi B 36
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 4 LOG JANNAT MEIN NAHI 🥀*
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🅱 3⃣6⃣
Mafhume Ahaadiis...
🔻 Huzur...sallallahu alayhi wa aalihi wasallam...ne irshaad farmaya...
★ Maa baap ki baat na maanne waala..
★ Jugaar khelne waala.
★ Ahsaan jataane waala.
★ Hamesha Sharaab piine waala.
Ye sab jannat mein daakhil na honge.
MISHKAAT SHARIF
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
INSAAF OR CHORI KI SAZAA
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🔻 Aik awrat ne chori kii uski sazaa ki maafi ki sifaarish ki gayi ( laag-vaag..sourcees se sazaa maaf karane ki koshish ki gayi )..to..
★ Aaqa...alayhissalatu wassalaam...ne irshaad farmaya...Allah k banaye huwe qaanoon mein kyun dakhal dete ho..
★ Tumse pehle k log isiliye halaak O tabah ho gaye k jab unka bada aadmi chori karta to use chhod dete or jab koi kamzor chori karta to use sazaa dete the...
★ Allah ki qasam agar meri beti Faatema bhi chori kare to mein uska bhi haath kaatne ka hukm dun.
BUKHARI..MUSLIM..
TIRMIZI SHARIF
ZIYA UL HADIIS
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
*📇 YE MSG SAVE KARO-FORWARD KARO*
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें